Mantasha ki maa
soch rahi hoti k zawar rishta hania say nahi karna chahta tha.abeeha a kar apni maa say khti ha k “riston ki bunyad rasmon say nahi mohabat
say hoti ha aisay khokhlay rishtay kabhi b khatam hojatay ha”
Zawar hania say
khta ha k “tm kaha say arahi ho”
Hania khti ha “movie dekh k”
Zawar usay mana
karta ha aisay Janay say.
Hania khti ha k “ap mj pay pabandia q lagatay han”
Zawar hania ko
apnay pas bethnay ka khta ha magar hania khti ha “ mjhy subah jaldi uthna ha” aur chali jati ha
Abeeha mantasha
ko khti ha k “Hania ami ko shaheer bhai
k baray ma sab bata chuki ha”
Mantasha ki maa
usk agay roti ha aur khti ha k mjhy apny bchon ki khushi say zyada kuch aziz
nahi.magar mantasha khti ha shyd mari qismat ma yahi tha
Hania ki nokrani
usay a kar batati ha k uski maa aur bhn nechy ayn han
Wahan mantasha ki maa
shaista say khti ha k “ manatasha
aur shaheer aik dosray say bohat mukhtalif han. Un dono ka apsa ma guzara nahi
ho skta”
Shaista khti ha:
Ya koi etna bara
issue nahi bad ma understanding ho jati ha
Abeeha khti ha:
Shaheer bhai k dosri
larkio say relation ha
Shaista khti ha k
“shaheer acha larka ha aur dosti koi
etni bari bat nahi ha.ma sirf apki beti ka bhala chah rae thi baqi apki marzi”
Zawar ata ha to hania khti ha aj bohat jaldi agay.
Zawar khta ha aj bohat khush ho kher ha.
Hania khti ha han aj khush hon kahi bahr chalain.
Zawar khti ha hania mjhy tmhy ksi say mlwana ha .
Hania khti ah ap tyar hojayn then chltay han
Zawar hania ko
apny baba say mlwana ly k jata ha.magar wahan
hania bohat ajeeb behave karti ha.
Rastay ma hania zawar ko khti ha k “ ap apnay dad ki tarah ho .jaisa ap nay iffat bi jo k ghr ki nokrani ha
unhy sir pay chara rakha ah .esi tarah apk baba na nokar ko etna free kia hwa
ha k wo hmara sath beth k khana kha rha tha”
Agay sa zawar
khta ha k “wo nokar nahi ha mari ghir
mojaodgi ma baba ka khayal rkhta ha.betay ki kami pori karta ha”
Hania es pay hans
k khti ha k apka confidence kahan ha. Apki
kami nokar pori karta ha.
Agly din mantasha
k baba us sy pochtay han k “tm parashan
q ho.betio k chehray baap parh latay han”
Etnay ma mantasha ki
maa a kar btati ha k shaheer aya ha
Shaheer mantasha
ko khta ha:
“Jis mahol ma main
pala parha hon wahan larky ko sari asayshain ml jati ha magar suchii mohabat nahi.mari
zindgai ma buhat larkia aye magar dil tak koi gai hi nahi.
Mantasha khti ha “ya bat ap mjhy q bata rhay han”
Shaheer khta ha: “Ap mari zindagi ma ik moujzay ki tarah
ai han.mjhy pata hi nahi tha k aurton ki izat kesay ki jati ah.mjhy zindagi apk
sath guzarni ha mohabat ka rishta apk sath guzarna ha.take ur time.intazar
karon ga apka.”
Shaheer shaista
say mlta ha tou wo khti ha: “tm bohat
achy actor ho.I m glad k tm hari bazii jeet gay”
Shaheer khta ha:
“Jeetny k lye ma ksi
b had tak ja skta hon.”
No comments:
Write comments