Aik shakhs sikander
se apni car service kervane ata hai uska
nam AAlam hota hai. wo sikander ko apni dosri car ki Bhi
service k lia kehta hai. Aalam sikander ko kehta hai k “main ne kam ke silsile main dosre mulk jana
hai tum service k baad yeh car apne hi paas rakhna ya bad main bech dena.” sikander foran adarsh ke office jata hai. adarsh kehta hai “kher
to hai kyun k tujhey meri yaaad sirf do dafa ati hai aik jab koi tention ho ya jab tune koi anokha
plane banaya ho”
sikander adarsh ko apna new driving licence
dekhata ha aur adarsh ko bahar jane
ka kehta ha.
Sham ko dono mall main shopping ke liye jate haiN.
Waha unhe rida aur neesha nazar ate haiN.
adarsh aur neesha, rida aur
sikender ko aik dosre se milvate hain.
neesha adarsh se kehti hai “aj
mile hai to main apna coffe pelana ka qarz ada ker dati hoon.”
4ro coffe pene jate hain. Apas main batain ker rahe hote hai
ke neesha rida ko ishara kerti hai.
phir rida sikander
ko leker chali jati hai. Dono shoping mall main ghoom rahe hote hain k koi
larki rida se takra jati hai. rida
ke kapron per icecrem lag jati hai.
Dosri taraf adarsh neesha ko batata hai k” sikander us ka bohat acha dost hai aur
neesha adsrh ko bata rahi hoti hai k rida us ki bahat achi dost hai”
Sikandar rida se pochta hai “kiya tum bachpan se aise hoy a halat ne bana diya hai”
Rida kapre saaf kerne washroom jatI hai. sikander rida ko naye kapre khAred kar
bhijwa deta hai. rida sikender ki is
baat per impress ho jati ha.
rida aur neesha
ghar ke liya nikalti hai aur sikader aur
adarsh unhe lift tak chorne jate hai phir song plays.
AND AFTER SOME YEARS
sikander kahi
lapata ho jata aur rida say mlnay parusay pata lagta ha k “bar bar meray pas sikandar kay paison kay takazon k lye phone atay han.
Aur hmara beta b apny baap k baray ma bar bar pochta ha”
adarsh usse kehta
hai k wo sikander ko zaroor leker aye ga
adarsh logon se us ke bare main pochta hai. adarsh ko us
number ka pata lag jata hai. jiss se sikander ko bohat se call aye hoye hai .
adarsh us shakhs ko phone karte hai aur kehta hai k mere paas do hi raaste hai ke ya to main police ke paas chala jaon ya
ap ke paas ajaon
phir adarsh us shakhs ke paas jata hai aur uss se sikander
ke bare main pochta hai aur kehta hai “asliat
khul chuki ab main sikander ko apka mohra banne nahe doon ga aur yeh khel bhe
khatam hoga aur iss khel ka khiladi bhi”
wo shakhs kehta hai k:
main ne hi sikander ko ghum kiya hai apne ilzamon ko chupane ke liye
phir adarsh waha se nikal jata hai aur rida ko phone ker k
kehta hai k wo sikander ka pasport apne
pas rakhay aur begair us sy poche kisi ko na de.Mujhe uske travelling agency ki
detail abhi sms karon”
aur phone band ker deta hai.