Umair musuf k office jata hy aur usay company ka head bna dekh k heran hojata hy
N khta hy “hy me Umair
ahmed owner ov salman company”.Bareera aur mjsy phly b shanasai ha buhat tmhari.My
chahta hon hm mil kar kam karain.
Musuf
Mr umair 3 batain yad rakhain mary sath hony k lye
main har kisi sy
dosti nahi karta,Ma jxt suchy logon k sath kam krta hon, ma partnership nahi karta.
Umair:
Suchai aur dayanat dari dunya k lye thk ha es sharafat k
pechy ik corupt admi ha main janta hon.Ab b mari biwi ko dkh k ahan bharty ho
kal b usi sath thy na.
Musuf
Tm etny giry hwy ho ya nahi janta tha ma
Bareeera hospital hoti ha uski nokrani btaati h k umair ana
wala ha aur usay khti hy k apko aisa nahi karna chaye tha.
Furqan a kr noor Fatima
ko khta h k doc k pas jana ha ap tyar ho jayn hm chaltay han.
Umair apni frnd
sath hota ha usay khta h k
marti ha to maray bareera usny mjhy kangal kar k rkh dia
Bareera ki nokrani
umair ko phone lagtati ha magar wo nahi uthata phone
Bareera apni
nokrani ko khti ha k ma ik falto c chex hon jski ehmiat nahi ma marna chahti
hon
Noor Fatima bareera
ki mulzama say mlti h hosp. my aur bareera ki halat dekhti h aur khti ha
’Zindagi etni aam nhi
k hm etni asani sy khatam krdain ya rab ki amanat hy hmara pas”
Bareera
Jb etny gunnah kr lye to ya b sahi
Noor fatima
Agr ya b tm py sir zard ho jata to tm toba ka haq b kho dati
Bareera
Main nhi jeena chahti h
Noor Fatima
zindagi say yu mayasos nahi hotay han
bareera
tm yak h skti ho khuda nay tmhy dolat di , pyar karnay wala
shohar dia
noor Fatima
han mjhy khuda na dolat di shorat di pyar karnay wala shohar
b dia lekin zindagi nahi di. Mjhy cancer ha jab mjhy cancer ka pata chala to
many khuda sy bohat shikway kiye k akhir ma hi q
phr manay socha k jab mjhy khuda na sab dia tha dolat pyar
karna wala shohar tb to manay ya sawal nahi kia to akhir ab q
aur ya sb kh kar wahan sy chali jati ha
ghr ja kar wo musuf ko
khti ha k main bareera say mili thi
aur uski halat thk nahi thi
ktni ajeeb bat hena k mai jeena chahti hon magar doc. Nahi bcha
skty wo marna chahti ha magar doc. Na bch lya
musuf khta ha ma
tmhy kuch nahi hona don ga
noor Fatima bareera ki dost ko phone kr k uski
tabiat ka btati ha aur uski dekh bhal ka b khti ha
umair bareer sy
mlnay hosp. jata ha aur us sy mafi b
mangta ha aur yahi drama kr k waha say chala jata ha bareera musuf k baray ma sochti ha k usmy aur
furqan main ktna farq ha
No comments:
Write comments