The main cast of this drama is sanam choudary,salman saeed,syed jibran and many others.
Love is the precious gift ov life.but sometimes the
situations are too hard that it is difficult to hold hand of eachother but true
love always wins in end.
Story of a boy and a girl
which belong to a different
status. boy belong to a rich family and girl belong to a poor family
both fall in love with each other . Now watch that what difficulties and troubles are take place in their lives.
THE 2ND EPIsode
Sherry ko us k
abbu apne business partner se milate hai
aur usse unki beti se sherry ki
shadi kerne ki baat kerta hai.
sherry waha se chala jata hai aur wo
business partner bhi gusse main chala jata hai.
sherry ke abbu use gusse hote hai aur sherry unhe bata hai k wo kisi aur
ladki se pyaar kerta hai sherry ke abbu us
ladki sssaaatus ke bare main pchte
hai sherry unhe batata hai k wo aik
middle class family se belong kerti hai
uske abbu kehte k tumhe
kya lagta hai k main us khadia se mohalain main us ladki ka rishta mango ga jis
ke koi khandan ka bhi pata nahi hai
waha azna ki behn usse hosla deti hi k sherry ke baba zuroor man jaye ge aur uski behn apne ghar chali
jati hai
sherry azna ko
phone kerta aur kehta hai k abab ke
guest aye thi main usme busy tha islia tumhari call nahi attend ker saka
azna sherry ko
kehti hak kya tumne apne abbu se hamari
shadi ke bare main baat ki hai
sherry baat ko
taal deta hai aur phone band ker deta hai
college main sherry azna ko batata hai k uske abbu ne shadi se mana ker dia
azna ye sun ker
rone lagti hai sherry usse kehta hai k mere
abbu zaroor man jaye ge
phir azna ki maa
aur behn azna ko pareeshan dekh ker sherry ke ghar rista leker jate hai sherry ke baba unki beasti kerte
hai.
wo dono waha se chale
jate hai azna apne ghar walon ko ase
udaas dekh ker sherry ko phone ker k
ghussa hoti hai sherry use is baat
ka yaqeen dilate hai k usse is bare main nahi pata tha azna phone band ker deti hai
sherry ghar ja ker apne baba ko azna
ki ammi se maffe mangne ko kehta hai usk baba mafi magne se inkar ler dete
hai aur waha se chale jate hai waha azna
apne ammi se kehti hai k apko waha nahi
jana chaiye tha azna apni ammi se kehti
hai k main ne ab kisi se shadi nahi kerni azna ghumsum rehne lag jati hai
uski behn usse kehte hai k abb kaha gaya sherry ka pyaar, kaha gya usne to ammi ko manani ki koshish bhi nahi ki aur kehti hi k muhabbat khatam
hone se zindagi khatam nahi hojati aur waha sw chali jati hai.
No comments:
Write comments