001-234-567-8910

5th Avenue Madson, NY758, USA

Get Update on our recent Gadgets & Tabs

Sunday 10 May 2015

Dil Ka Kya Rung Karun | Episode 11 | 9 May 2015

Posted by   on Pinterest




Dil ka kia run karon MAIN dr ammad aur ayeza apnay rishtay ko danial aur horia k pyar k lye sacrifice karnay ka sochty han
wo dono apny lye horia aur danial  k dil ma galat fmi paida kardaty han k wo dono en dono o ik dosray k lye chorna chahtay han
danial dr.ammad  k baray main bohat zyada gusa hojata ha k agar ayeza aur dr amamd ko apas ma hi rishta bnana tha tou unho nay humsay shadi hi q ki
daniyal bohat zyada gussy ma ayeza k ghr jata ha
ayeza ki maa danial ka gusa dekh k pareshan hojati ha  najanay daniyal ab kia karay ga
danial jab ayeza k room may jata ha tou wo dr.ammad say batain kar rae hoti ha danial ya dekh k gussay ma ajat ha aur ayeza ko thapar mar data ha ayeza behosh hojati ha
udhar dr.ammad divorce k paperx la kar horia ko data ha aur khta ah k tm en par sign kardo
 horia es par ronay lag jati ha unhy khti ha k ma janti hon ap mjhy q divorce dana chahtay han
horia dr.ammad say bat kar hi rahi hoti ha wahan unhy pata lagta ha k ayeza hospital ma ha dono pareshan hojatay han aur jab wo hosp. jatay han to waha par daniyal phly hi hota ha
danial jab doctor say pochta ah tou usy pata lagta ha k unk ghr ik nanha mehman anay wala ha ya sun kar danial kikhushi ki inteha nahi rhti ha
dainal bohat khush hota ha jab wo bahr ata ha tou wahan dr ammad ko dekh kar aur gussy ma ajata ha aur phr dono main behas hojati ha dr ammad khta ha k ya rishta ab khatam ho chuka ha mara aur horia ka b n tmhara aur ayeza ka b
magar tab hi danial dr ammad ko khta ha k aisa nahi ha ayeza maray bchy ki maa bnna wali ha hamara rishta khatamm nahi hoa ha ya sun akr drammad aur horia dono hi heran reh jatay han Mjhy apsy nmohabat ha k apny maray lye bohat kuch kia ha magar ma ap k sath nahi ja skti apki asal manzil horia ha.Daniyal smjhata ha k horia dr.ammad ki wife ha magar ayeza khtiha wo sirf nam ki unki wife ha unk bech aisa koi b rishta nahi ha.Daniyal ya sab sun k ghr jata ha tou wahan uski maa khti ha k hmain koi zarorat nahi ha ayeza ki jo etni batamez ha tm horia ko wapis la ao Danial khta ha k ayeza mari biwi ha apki baho ha.Magar wo nahi manti haAb kai ayeza aur dr.ammad nay ya sab jan boj k kia ha ya wo dono wapis ik dojay sath rhna chahty han kia horia aur daniyal phir ik hojayn ga sab janna k lye dekhain next episode only on hum
HAdrama

No comments:
Write comments

Hey, we've just launched a new custom color Blogger template. You'll like it - https://t.co/quGl87I2PZ
Join Our Newsletter