Wo mask wala shaks shaheer hota ha zawar ko khta ha k tum aur aisi party main aur kehta ha k zawar ur wife is gorgeous.Hania ko wo dance k lye khta ha. zawar mana karta ha but hania chali jati ha zawar es sb ko dekh k naraz hota ha.Nexy day hania say pochta hay k “tum shaheer sikandar ko kab say janti ho” hania khti hay k ma nahi janti usay agy say zawar khta hay k “tumhy dekh k lag nahi rha tha k tm phli dafa mlay ho tm usk sath dance tak karnay chali gai mjhy aisi harkata bilkul b pasand nahi.” Hania jawab ma khti ha k main bohat frndly hon maray frnd jaldi bn jata han.
Iffat bi a k shaista ko khti ha k zawar mian say mlny shaheer sikandar aye
han. Hania khti ha k main unk
pas chali jati hon koi issue nahi ha.
Hania jab wapis
ati hay to Shaista khti hay k kia
mana tmhy kaha “k shaheer ko entertain
karo uski auqat nahi k mari baho uasay entertain karay es ghr ma status dekh k
izat di jati ha”
Kamal ki behan
jis ky ghr abeeha ki mangni hoi hay
uski beti ak khti hay k abeeha aur faiz
bhai ka rishta toar dain
Zawar hania ko
bahr lay k jata hay ik peaceful jaga pay aur khta hay k mjhy yahi jaga pasand ha khamoshi wali es pay hania khti ha k ap bilkul
manatasha jaisay han
Shaheer bhi wahi
ajata ha jisay dkh k hania buhat
khush hoti ha. Aur zawar ko khti ha
k shaheer mjhy ghr chor day ga.Agly din zawar
gusay ma hania ko khta ha k tm jo
kal shaheer k sath ai ho mjhy aisi harkatay bilkul pasand nahi.
Dosri taraf faiz abiha
ko btata ha k uski maa un dono ki mangni torany ki bat kar rae ha js pay
abeha parashan hojati. Hania apni ami k
ghr ati ha aur wahan apni ameeri ka roab jharti hay.
Faiz jo k abeeha ka mangatar ha uski maa uski shadi kahi aur tay kardati
hay. Js pay faiz naraz hota hay par
uski maa khti ha k ‘tm mjhy chor k ja
sktay ho sari umer shohar k begair guzar di ab betay k begair b guzar lon gi”
Abeeha parashan bethi
hoti hy aur mantasha say khti hay k “faiz apni ami k khelaf khara nhi hoga.”
Agly din jab abeha
aur faiz milty hn tou faiz usay btata hy k uski ma any uski shadi tay krdi hy
js pay abeeha kehti hay k:
“Mohabat kisi k lye
apni jan qurban karnay ka nam nahi ha bulky mohabat dosray k lye apni khushi qurban
karna ka nam ha bhtar yahi hoga tm wo karo js may tmhari ami ki khushi hay.”
aur ring utar k table pay rakh k roti chali jati hay.manatsha abeeha ko parashan dekh k khti hay k hum tmharay lye faiz
ko mang lay gain.Phr abeeha khti hay k :
Mangnay say sirf
hamdardi mlti hay khushyan nhi
Mana to kabhi kisi say hmadardi nahi mangi phr b ma khali
hath reh gai. hm kisi ko bandh k to nahi rakh sktay naYa bat kamal sun lata ha aur usay zameen par gir jata ha.
No comments:
Write comments