It is a story of two orphan sisters left behind in this vicious and materialistic world to face discriminations and hardships of life. Their parents died in a tragic car accident leaving them to their grandmother, their only benefactor. But due to her old age and health she is worried about their future very much.
Rania and Haniya, the two sisters are living a simple life despite all
the hardships and financial constraints. Their uncle who lives in a different
city takes them with him, upon his mother’s request. Yet destiny lays its own
course of action. Both of the sisters get married in families that take them
for granted for being orphans and their struggle to create better lives
continues.
Cast
· Sangeeta
· Mariam Ansari
· Mahmood Akhtar
· Anam Tanveer
· Imran Aslam
· Furqan Qureshi
· Farah Ali
· Fazila Qazi and others.
Timing
Watch ‘Dil-e-Barbad’ Monday
to Thursday at 10:00 pm only on ARY Digital.
Tehmoor apny dost
ko batata ha k uski cxns bohat achi ha dono. Tehmoor ka dost ya sab sun kar un say mlna ka khta ha but tehmoor ya kh kar mana kardata ha k
hania ko rishta wala dekhnay arha han
Farooq ki bhn
hania ko dekhny jana k lye tyar hoti ha aur usk bchay khty han k
Mami ko jaldi sa
lay ayn hm akely nahi rhna chahtay ghr
Rania tehmoor k
pas jati ha aur usay batati ha k nani nay usy tehmoor k room may hi rhny ka kaha ha q k aksar log bari bhn ki
jaga choti bhn ko pasand karlatay han Farooq
aur uski bhn hania ko dekhnay atay han
Farooq ki bhn hania
k ghr walon ko btati ha k Farooq aur
uski boutique ha jis sy ghr ka kharcha chalta ha aur ya b btati ha k wo apny shohar say alag
rhti ha aur apny bhai k pas hi ha ab
Dono bhn bhaio ka payar dekh kar hania ki dadi khti ha k ap dono k pyar ko nazar na lagay
Farooq ki bhn
jald shadi ka khti ha js pay dadi na kardati ha
Magar uski bhn khti ha k hmy kuch nahi chaye b sap hmy apni
beti da dain
Etny main taiba wahan
ajati ha aur bht zyada ajeeb rawaya karti ha jo k na Farooq na uski bhn ko pasand ata ha
Hania ki dadi
wagaira sab es par sharminda ho jatay han jo taiba karti ha
Farooq ki bhn ja
kar hania say mlti ha aur usya gft b dati ha aur khti ha k bus jaldi say tm
hmaray ghr ajao aur uski tareef b karti ha
Farooq k Janay k
bad taiba ka baap buhat zyada naraz hota ha jis tarah ka slooq wo sab k samnay
karti ha aur uski maa ko dant ta b ha
Farooq ki bhn ghr
ja kar hania ki buhat tareef karti ha aur sath sath taiba k ajeeb rawaye pay
dono bhn bhai hanstay b han
Farooq khta ha
shukar ha hania us jaisi nahi tarbiat ka farq ha
Taiba ki parwarish
uski maa nay ki ha aur hania ki uski dadi nay ya sirf tarbiat ka asar ha
No comments:
Write comments